Ye tera bholapan uff ye shokh ada
Us par sharmana tera deewana mujhe kar gaya
Jaadu koi chal gaya
Na jaane kaha gaya ye dil
Mil gayi ise kaun si manzil
Jaadu koi chal gaya
Deewana mujhe kar gaya
Deewan mujhe kar gaya
Jaadu koi chal gaya
Saawan k mousam ki thandi hawaa
Is kadar roop hai tera jawaan
O aashiq kyu na bane ham
Jab aankho me teri mujhe dikhe saara jahan
Monday, November 10, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment