Monday, November 10, 2008

Kal Raat kya thi haseen raat

Kal Raat kya thi haseen raat
Kal Raat kya thi hassen Raat
Ho gayi Ek Haseena se mulaqaat
Dekha jo maine usk figar
Dil mera kho gaya jaane kidhar
Jaadu koi chane laga tha
Mai kya karu dil machlane laga tha
Aise thi wo husn ki mallikaa Betaaz
Lekar maine use apne aagosh me
Maine kaha kuch madhoshi me
Paau tujhe ye hai dil ka armaan
De de mujhe apni mohabbaat ka farmaan
Ruthi bahut par bhari usne hunkaar
Kahgna pada use tumhara khaas hai har Andaz
Tute zasbaad Ek ho gaye the us raat
Aankh khuli to hua Ahsaas
Wo to ek haseen sapna tha
jo aaya tha kal aadhi Raat

Teri har Ek baat me baat sohniye

Teri har Ek baat me baat sohniye
Tere har Ek andaaj me andaaj sohniye
Tu aashiqo ki hasin Gahazal hai
Par me re liye tu puzzle hai
Na samajh paya tujhko hua halaal sohniye
Teri har ek baat me baat sohniye
Teri chaal hai mast pawan ki
Tera husan hai rang basanti
Teri chaal pe kho jaaye taal
Tu hai maala maal sohniye
Teri har Ek baat me baat sohniye
Teri aankhe hai nashili sun o chori sharmili
Teri aankho me kho jaaye chore naadan
Tu hai kamaal sohniye
Teri har Ek baat me baat sohniye
Tere har Ek andaaj me andaaj sohniye

Sun mere hamnashi hamsafar

Sun mere hamnashi hamsafar
Tu hai wo Ek shokh Gazal
Jiske karan dil me halchal hai
Rahe tu meri in baaho me
Tamanaa ye dil ki har pal hai
Meri in aankho me tere hi sapne
Gaa rahi dhadkane tere hi nagme
Sun mere hamnsashi ham safar
Tu hai wo Ek shokh Ghajal
jiske karan dil me hul chal ahia
Saare gham main apne bhul jau
Aa teri in baaho me sar rakh kar so jau
Julfe bhikra de kar de Andhera
Raat aane ki jarurat kya hai
Sun mere hamnashi hamssafar

Sharaab cheej hai kharab


Kahte hai log
Sharaab cheej hai kharab
Par humko to lagta
iska koi nahi jawab
Thodi si agar wo bhi
Pee Lete to karte na ise yu badnaam
Ye to wo cheeej hai yaaro
jo Gam bhulaaye
Karti hai dawa ka kaam
Kudrat ka hasin tohfa hai ye to
Karo isko tum salaam
Kahte hai log
Sharaab cheej hai kharab
Par humko to lagta iska koi nahi jawab

Rang mehfil me

Rang mehfil me chada ,hosh sabke ude
Wo chaand se bhi khubsurat humko lage
Dil ye kahne laga
Kisi ne mujhko chua
Dekhta hu ye asar
Mujh par hi nahi sab par hua
Koi Deewana bana to koi Ghayal hua
Baraste phool honto se uske
Baat karti hai wo jab Lahje me
Dekh le jisko ye Kohinoor si aankhe
Wo to kho jaaye sapno me
Shaam wo is mehfil ki hai
Jiska ye dil gulaam hua
Koi deewana bana to koi Ghayal hua

Zindagi ki dhun me

Jiska chehra aankho k saamne aa jaata hai
Jo mujhe chukar gujar jaata hai
Jiski julfo k lahraane se andhera ho jaata hai
jiske Ghonghat me wo chaand sa chera najar aata hai
Usko dhoondane mai chala Zindagi ki dhun me
Zindagi ki dhun me chala zindagi ki dhun me
Wo bahut dur hai mujhse par fir bhi saamne hai
kahana chata hu bahut kuch us se
Par kuch bhi nahi kah Paa raha hu
Uski aankho me mai to bas dubta hi dubta ja raha hu
Usko dhoondane mai chala
Zindagi ki dhun me
Chala zindagi ki dhun me
hai yakin mujko to itna
Pura hoga mera Ek din sapna
Wo hogi meri in baaho me
Khil jaayegi ye saari duniya

hamsafar mil gaya

Khwaab jo khwaab tha wo sach ho gaya
tum sa hasin hamsafar mil gaya
Dil mera aise yu khil gaya
Jaide kpoi chaman Bahaar se mil gaya
Rahe saamne tu muskarati hui
Zindagi ki hasin tasveer hai tu ek khil khilati hui
Lage Apsara tu sharmati hui
Khwaab jo khwaab thaw o sach ho gaya
tum sa hasin hamsafar mil gaya
Jamane me honge or bhi hasin
Par Chaand k aage Taare fike sabhi
Hame yakin nahi ho raha sanam
le lo apni baaho me
Chupa lo humko sanam
Hai ye sach haqiqat yahi
Tum ho mere sanam Mai tumhara sanam
honge na juda ek duje se
Kabhi bhi sanam
Ye hamara ikraar ho gaya
Khwaab jo khwaab thaw o sach ho gaya
tum sa hasin hamsafar mil gaya

Kaun ho tum Kaun ho tum

Kaun ho tum Kaun ho tum
jise dekh kar tahar gaya hai sama
Ruk gayi dhadkane, naya lage jaahan
Aisa pahle hua na kabhi
Mile ho tum to abhi
Kaun ho tum kaun ho tum
Kaisa hone laga mujhe ahsaas
Aaye jo tum mere itne paas
Pal me aisa laga
Jaise janmo ka ho ye silsila
Tu jo hasi dil mera kyu khila
Iska mujhe abhi tak jawab na mila
Kaun ho tum Kaun ho tum
jise dekh kar tahar gaya hai sama
Ruk gayi dhadkane, naya lage jaahan
Aai tum ik bahar ki tarah
Chaa gayi ho Baarish ki fuhaar ki tarah
mile dil ko ab karaar kis tarah

Bana lo mujhe apna deewana

Bana lo mujhe apna deewana
Sawar jaaye mera bhi aashiyana
Basa lo mujhe in aankho me
Utar jaao tum mere dil me
Mita do sanam ye faasle
Chale aao Tum mere aagosh me
Kaliya mohabbat ki khil jaane do
Is pyar ko ho jaane do
Na roko hame ab tum sanam
Karu Aashiqui me mai aisa karam
Ho deewano ki duniya me main bi garam
Chahe sahne pade julmo sitam
Dunga Aashiqui ka mai har imtihaan
Paake hi rahunga tujhe O meri jaan
Kabhi to padega tumhe bhi mujhe Gale se Lagaana
Bana lo mujhe apna Deewana Sawar jaaye mera bhi aashiyana

deewana mujhe kar gaya

Ye tera bholapan uff ye shokh ada
Us par sharmana tera deewana mujhe kar gaya
Jaadu koi chal gaya
Na jaane kaha gaya ye dil
Mil gayi ise kaun si manzil
Jaadu koi chal gaya
Deewana mujhe kar gaya
Deewan mujhe kar gaya
Jaadu koi chal gaya
Saawan k mousam ki thandi hawaa
Is kadar roop hai tera jawaan
O aashiq kyu na bane ham
Jab aankho me teri mujhe dikhe saara jahan

Ye shaam

Ye shaam saj rahi hai,Mahfil rangeen ho rahi hai
Aao hamare saath is shaam ka majaa,jaam se lo
Jaam se lo
Pyar me dil ka kaam, dil se lo
Duniya me hai laakho gam
Bhul kar unhe masti me, jhoom lo sanam jhoom lo sanam
Aao hamre saath is shaam ka maja jaam se lo
Pyar me dil ka kaam dil se lo
Dil bhar k aagosh me, Baaho ki madhoshi me
Khokar sanam ek ho jaaye
Fir ye shaam karegi aisia nashaa, milega jannat ka sara majaa
Pyar me dil ka kaam,dil se lo
Ye shaam saj rahi hai,Mahfil rangeen ho rahi hai
Aao hamare saath is shaam ka majaa,jaam se lo
Jaam se lo

Meri Mohabbaqt tujhe bulaye

Meri Mohabbaqt tujhe bulaye
Ter khyalo me ye dil din raat khota jaye
Kya ye dard tujhe bi sataye
To fir Tu kyo na aaye kyo na aaye
Meri Mohabbaqt tujhe bulaye
Mai akela hua,kyo ye Gam mujh ko mila
Maine ki tujh se deewangi kya ye meri khataa
Sapne mere har rang ke bikhre aaj lahu ban k
Tuta dil mera jodu kaise ise
Dard ye tune diya ab tu hi ise mitaye
Meri Mohabbaqt tujhe bulaye
Baate wo beete kal ki,ban gayi hai yaade is pal ki
Jab hum tum the mile kya the mousam khile
Rangeen khwaab dilo me kya the armaan sanjoye
Chin gaya wo pal mera ab ye yaade hi mujhe rulaaye
Meri Mohabbaqt tujhe bulaye

Kaise sambhalu is dil ko

Kaise sambhalu is dil ko,Bas chalta hi nahi
Tu ek hasin Ghazal ban gayi hai,mere khyalo me
Pila rahi hai ye nigahe mujhe sharab k pyalo me
Kaise sambhalu is dil ko,Bas chalta hi nahi
Tu ek hasin Raat hai jo sitaro se sazi
K chaand nikalta hai tere hi ghoonghat me
Rahe ye Aalam bas is tarah yu hi hasin
Khoya rahu teri julfo k saaye me bas yuhi
Kaise sambhalu is dil ko,Bas chalta hi nahi
Tu nahi to bina tere is duniya me kuch bi to nahi
Is rooh me sama gayi hai tu jo jannat ki Pari
Tujhse phale to ye zindagi badi veeran thi
Aayi hai bahar dil k mousam me tere hi aane se
Kaise sambhalu is dil ko,Bas chalta hi nahi